choti si kahani
09:38
kash tujhe me samjha pata ki mujhe kitni mohabbat hai tujse
shayad kavi bayan na kar pau me janti ho q ki mujhe bayan
karna nhi ata agar ata to to itna kuch hone pe v aaj tere liye
iss kadar pagal me na ho raha hota .. aaj tere pass 4 lakh
package ka job hai kya tere lyf ka yhi maqsad tha paisa
kamana jab tak matlab tha usse use krna sab kahte the me
nhi manta tha or me use hota gya kavi v dil me uss waqt ek
bar v ye nhi aya ki tu mujhe use kar rahi hai jamti ho q qki
shayad me andha tha teri mohabbat me or ho bhi kyu nhi kyu
ki har ashiq jo kisi ko dil se chahta hai wo issi trah tadapta hai
wo lakh buri hi kyu na ho magar uss bechare ka dil manne ko
tyar hi nhi hota ki wo use kr rahi hai uski ...
shayd ab kisi ko iss qadar mohabbat nhi hogi kisi se bhi jis din
log tere bare me janenge or tere karan hi aaj ye mohabbat v
sare aam ruswa hua or badnam ho raha hai...
kisi ko bacha hone wala ho to 9 mahiney kafi hote hai ki ladka
hoga ya ladki magar maine 8 saal laga diye or aaj tu ja rahi
hai bina jawab diye ek din tu yad rakhna log mere se milne ko
tarsnge or me milunga nhi ...........byee forever